![]() |
Agar mouse achanak kharaab ho jaaye to kya karen? |
Hello dosto mera naam Dharmender kumar hai aur aaj main apko ek simple tricks btane ja raha hun. aaj Mera article ek simple sa hai Agar mouse achanak kharaab ho jaaye to kya karen? us par ek article likh raha hun. mere ek dost ki request aai the usne mere se pucha hai ki Agar mouse achanak kharaab ho jaaye to kya karen?
Ye mera dost Delhi se iska naam karan sharma hain. inki request mere ko ek month pahle aai the main apki job main busy hone ke karan usko bta nhi paya lekin aaj mujhe time mila so main usko Agar mouse achanak kharaab ho jaaye to kya karen? us par article likh raha hu aasha karna hun ki apko bhi meri ye tricks pansand aaye.
Chalo ab apko btate hai ki Agar mouse achanak kharaab ho jaaye to kya karen? sabse pahle ek chotti see baat bolta hun. usko dhiyan se follow karen.
Mouse aapke Computer ka Remote Control jiske bina Computer ki kalpana karna abhi tak to asambhav hai. halanki Touch Screen Computer market mein aa gye hain lekin unme bhi bhut se kaam karne ke liye Mouse ki jarur padhti hi hai.
Isse Operating System par kaam karna bhut aasan ho jata hai fir chahe wah windows xp, windows 7 ya fir windows 8 he kyu na ho.
Isi chote se mouse ki jarurt padati hain lekin agar ye mouse aachank kharab ho jaye to ....... to ki bat nhi aap apne mouse ko ek choti se tricks se theek kar sakte hain.
Aap kuch smaye ke liye apne keyboard se bhi apne mouse ke cuesor ko chala sakte hain.
Aaiye jante hain kaise is ek chhoti se tricks se kaise kaam karen
Control Panel ko open kijiye.
Ease of Access Center ya Accessibility Options ko open kijiye.
Make the mouse easier to use par Click kijiye.
Control the mouse with the keybord par jaiye or turn on mouse key par check karen.
Apply par click kijiye.
Aap Keybord se shortcut key Alt + Left Shift + Numlock ko dbakar bhi enable kar sakte hain.

Meri dowara btai gai trick apko kaise lagi please comment box main comment jarur kare.
(Y) like karna aur apke dosto ke sath share karna na bhuole.
Agar mouse achanak kharaab ho jaaye to kya karen?
Reviewed by Rajender Kumar
on
04:06:00
Rating:

No comments: