. Data backup kaise karen download?
Hello dosto aaj mujhe ek facebook par mere dost ka massage aaya hain usne mujhe puch hai ki facebook ka pura data kaise karte hain download. ye request mujhe Delhi se aayi hai or bahut din pehle aayi the mere internet ki problem ke karan main post nahi dal saka is ke liye sorry mangta hun.
Aaj main apko Facebook se Data kaise download kiya jata hain us par article likh raha hoon aasha karna ki apko mera ye article pasand aayega.
Facebook account par jo bhi massage ya photo upload ya any one wo aap download kar sakte hai ek simple trick se.
Data Matlab
(you Data consists of all the images you posted, the chat massages you sent, etc,- you can save all of it before deletion)
Jo aap ne aapne dosto ke sath jo bhi chat ki hai ya jo bhi aapne apni photo facebook par upload ki hui hain un sabko download kiya ja sakta hai. usko data kehte hain.
Chalo ab aap ko batate hain ye kaise hoga. save ya download Sabse pahle apko apna facebook account login karna hoga apni email id or password dal kar. Ab aap login ke button par click kar ke apna facebook account login kar lie. Ab agar aap apna data save karna chahte hai to (If you want to take a Dada back-up, go to the top right hand corner and click on this wheel)
Aap apne facebook ke account ke right hand ki or upar top main ek chakri see bani hain. us par click kare
(jaisa ke images main dikhaya gya hain) vaise hi aap is chakri par click karte hai to apke samne ek option ayega Account setting ab aap account setting par click karen uske baad apke samne apke account ki setting khul jayegi. sabse pahle apka user name or gmail id ek sabse last main ek option hoga us main likha hain download a copy your facebook data us par click Karen.
(Jaisa ke images main dikhaya kya hain)
Is link par click karne ke baad apke samne ek nya page khul jayega aap apko ek green sa button dikhai dega us par likha hoga (Start My Archice) ab aap is par click karen.
(jaisa ke images main dikhaya kya hain)
Is par click karne ke baad ek massage dikhai dega us par likha hoga ki apke facebook archice ko recovre karne main time lag sakta hain matalb ke apka facebook jatna purana hoga utna data jadda hoga to facebook ko usho recover karne main time lag sakta hain.
Ap apko us massage ek niche ek Blue color ka button hoga us par likha hoga (Start My Archice) us par click kr de.
(jaisa ke images main dikhaya kya hain)
Click karne ek baad facebook ek aur massage dega. facebook apse bol rha hoga ki apka dada recover karne mein hame time lag sakta hai jab ham apka pura dada recover kr lenge tab apko email kr dege.
(Now we are being told that facebook is gathering the information and that once the data is ready for download, an e-mail will be send to our email address)
Ap aap ok ka button par click kar de. kuch derh ke baad apko email aa jayegi Tab Aap apna data downlaod kr sakte hain.
Apko mere dowara btai gai ye tricks kaisi lagi please comment box main jarur comment karen. or apne dosto se sath meri site ka naam or meri post jrur share karen

Facebook Account par apna data kaise karen download ?
Reviewed by Rajender Kumar
on
01:52:00
Rating:
No comments: