Desktop par CON naam ka folder kaise bnaye hain


Desktop par CON naam ka folder kaise bnaye hain
Desktop par CON naam ka folder kaise bnaye hain 


Hello dosto mera naam Dharmender kumar hai aur aaj main apko ek simple tricks btane ja raha hun. aaj me apne article ek simple see trick btane aa rahu hun. con naam ka folder kaise bnate hai us par article likh raha hun. mere ek dost ki request aai the usne mere se pucha hai ki con naam ka folder desktop par kaise pnate hain.


Ye mera dost kangra se iska naam Rahul sharma hain. inki request mere ko ek month pahle aai the main apki job main busy hone ke karan usko bta nhi paya lekin aaj mujhe time mila so main usko con folder kaise bnate hain us par article likh raha hu aasha karna hun ki apko bhi meri ye tricks pansand aaye.

Chalo ab apko btate hai ki kon folder desktop par kaise bnata hai sabse pahle apne aksar dekha hoga jab kabhi aap apne computer par koi folder bnate hai to aasani se ban jata hai  lekin aap con naam ka folder banate hai to folder nhi banta! 


jaisa ke image main btaya gaya hain 

Con naam ka folder bnane le liye bus apko ek chotti see trick lagani hogi sabse pahle ek new folder bnaiye aur us folder ko right click karke rename par click kijiye !


                        jaisa ke image main btaya gaya hain 

Ab aap apne keyboard se (alt+255 ) type kijiye ise type karne ke baad apka folder bina naam ke ban jayega aur usake  baad aap usko con naam de sakte hain. ab apka kon naam ka folder ban jayega.

Aese hi aap  AUX aur NUL nam ke bhi folder bna sakte hai !


Meri dowara btai gai trick apko kaise lagi please comment box main comment jarur kare. 
                                      
(Y) like karna aur apke dosto ke sath share karna na bhuole.


How to create a con folder on desktop








Desktop par CON naam ka folder kaise bnaye hain Desktop par CON naam ka folder kaise bnaye hain Reviewed by Rajender Kumar on 21:59:00 Rating: 5

2 comments:

  1. ban nhai raha hai sir con name ka folder plz

    ReplyDelete
    Replies
    1. ban jata hai bhai pahle app ek new folder create karo ab usko right click karke rename kar do ab apne keyboard se alt+255 type karo and enter kar do ap aap con naam ka folder bna sakte ho aram se

      Delete

Powered by Blogger.