![]() |
How to change custom domain in blogger |
For a example : alltricksinhindi.com us par article likha raha hun.
Mujhe bhut sare dosto ki requst aai hui hai unho mujhe se puch tha ki blogger me custom domain kaise change karte hai. so aaj me apko apne blogger me domain kaise lagate hai us baat karte hai. i mean ki kaam ki baat.
style="display: block;">
Sabse pahle apne blogger ki setting me jaye uske baat click to custom domain wah par apne nye blogger ka naam dal de uske baad go to bigrock.com
To Edit Your CNAME Record
1. Log in to your bigrock account.
2. Next to Domains, click Manage.
3. Click the domain you want to use, and then select the DNS management uske baad click Manage DNS.
4. Click the A Record than Add arecord
uske baad apke samne ek box open hoga usme likha hoga.
host name us kolam ke niche ek aur kolam hoga destination ip address us kolam me apne 216.239.32.21 property dal de. uske baad
5. Click the Add Record.
uske baad apko isi trah 3 aur property dal hogi same preciser
uske baad fir se Click the Add Record. par click karke ye record dal de 216.239.34.21
6. Click the Add Record.
uske baad fir se Click the Add Record. par click karke ye record dal de 216.239.36.21
7. Click the Add Record.
uske baad fir se Click the Add Record. par click karke ye record dal de 216.239.38.21
ye 4 destination ip address dalne ke baad go to Cname Records
8. Click the Cname Records. uske baad
9. Click the Add Cname Record.
uske baad apke samne ek box open hoga usme likha hoga.
host name us kolam www dal de uske baad niche ek kolam chodhkar dusre komal ke samne icon ko teek kar de aur us kolam me ye property dal de ghs.google.com fill kar de.
jaisa ke image me dikhaya gya hai niche.
Aur add record button par click kar de.uske baad dusre tab me apne blogger ko login karen.
Sign in to Blogger.
uske baad apne blogger ko login karen apni gmail id daal kar uske baad go to the setting uske baad pulishing blog adress ke samne likha hoga. for a example alltricksinhindi.blogspot.in us ke niche likha hoga custom domain name ya thrtd party domain us pe click kare www.alltricksinhindi.com dal de. aur save ke button pe click kare de.
uske baad niche ye likha hoga jaisa ke image me dikhaya gya hai niche.
Ye sab karne ke baad apko 10 se 20 minte wait karen hoga uske baad apka blogger Set up a custom domain so that your original Blogger address automatically forwards to your new domain.
How to change custom domain in blogger
Reviewed by Unknown
on
22:22:00
Rating:

No comments: