Increase Ad-sense revenue with low traffic Low (Traffic Par Google Ad sense Se Adhik Earnings Kaise Kare)


Increase Ad-sense revenue with low traffic Low (Traffic Par Google Ad sense Se Adhik Earnings Kaise Kare)



Hello dosto mera naam Rajender kumar aaj me apko apne Is article me apko btaouga ki low traffic google adsense se kaise jadda earning karen. I know google adsense se achhi earnings karne ke liye jyada traffic ki jarurat hoti hai but ye bat bhi sach hai ki hum low traffic par bhi adsense ads se good earnings kar sakte hai. Aaj is post me main aapko isi ke bare me bta raha hu ki kaise aap apni site ke kam traffic par bhi adsense se achhi kamai kar sakte ho. I mean aaj ka topic hai ki low traffic par google adsense se jyada paise kaise kamaye.



Today, main ek bar fir hazir hu aapke liye google adsense revenue increase karne ki awesome tips le kar. I sure is post ki help se aap apni adsense earnings jarur badha sakoge or iske liye aapko jyada traffic ki jarurat bhi nahi padegi. Low traffic se hi achhi earning kar sakte ho.



How to Earn More Money from Google Adsense with Low Traffic in Hindi



Actually, pichle kafi time se google mobiel users ko jyada support kar raha hai. Google search engines ne mobile users ke liye specially hindi searching feature enable kar diya hai.



So kyu na aapko mobile users ke liye high quality content likhne chahiye. i mean mostly mobile suers kel iye writing karna shuru kijiye or adsense se low traffic par adhik kamayi karna shuru kar dijiye.

1. Make your Site More Mobile Responsive:

I know aapke pas already mobile friendly blog design hai but agar ise or jyada mobile responsive banaya jaye to kitna acha hoga. I mean aap ye achhe se pata kar le ki aapki site par mobile version me achhe se ads show ho rahe hai yani.

Kyuki jab aapke blog par proper ads show hi nahi honge ot good earnings ka to sawal hi nahi uthta. Aapp first blog ko fully mobile responsive bana liye. Uske bad check kijiye ki aapki site par adsense ads har screen devices par work karta hai.

2. Change Ads Size for Mobile Users:

Jaisa ki maine upar btaya hua hai ki google abhi mobile users ko jyada support kar raha hai. So aapko desktop users ke liye nahi mobile users ke liye ads istemal karne chahiye. Aap ye changes jarur kare.

  • Replace 300+250 ad unit to 320+100
  • Adsense ads ke bich ki duri se kam 150 pixels ki honi chahiye.
  • use page Level Ads designed only for mobile users.
  • Use responsive Sizes Ads format.


Is sabki jankari ke liye aap humari post padhe. Now, sabse pahle aapko large rectangle 336×280 or medium rectangle ads unit 300×250 ko mobile users ke liye mobile banner ads 320×100 istemal kare or responsive sizes ke ads use kare.

Third, Page level ads sue kare jo ki only mobile users ke liye hi banaya gaya hai. Iske bare me adhik jankari ke liye Mobile Site Par Adsense Page Level Ads (Beta) Kaise Use Kare post check kare. Page level ads se e ktarah se aapko new way mil jata ha earnings karne ka kyuki ye aapko pop up ads, innovative ads offer karta  hai.

Google automatically page level ads show karta hai. Aap apne users ke mobiel experience se is tarike se achhi earning kar sakte ho. Is sabke alawa aapko ye 3 step or follow karne hai.

1. Do You Research:

Blog par post likhne se pahle high CPC keywords ke liye researching kare or keyword confirm hone par iske bare me post likhe.

Use Google’s research tools: Kya aap google adsense ke high CPC keywords  research karke content likhte ho.

Understand the users in India: Kya aap jante ho ki aapke users ko kya pasand hai or wo aapse kya chaahte hai.

Apply your micro-moments strategy: Kya aapne kabhi khud ki koi tips adsense revenue increase karne me aajmayi hain. Agar anhi to abh ishuru kar dijiye.

Agar aapki site par jyadatar traffic mobile devices se hai to sabkuch bhool jaye or sirf mobile users ke liye kaam kare.

Understand how mobile devices are used: Pata kijiye ki kis size ki device me aapki site ke ads kis tarah se work kar rahe hai.

Increase your page speed: Jitna ho saske apni site ko fast loading banaye taki mobile me aapki site jaldi open ho.

Leverage Google’s mobile resources: Google ne mobile users ke liye alag se bahut si services provide ki huyi hai. So unka fayda uthaye or unhe follow karke content likhe.

3. Convert page views into revenue:

Optimizing for viewability: Aapni site ko jitna h osake mobile ke liye behtar banaye.

Use the right ad sizes: Mobile device me sahi se open hone wale ads ke bare me bat karo.

Try Page-level ads: Page level ads unit istemal kare. Iske bare me main upar bta chuka hu.

Finally, yahi kahunga ki agar aap hindi blogger hai to jitna ho sake mobiel users ko focus 

kare. Mostly website par 70% traffic mobile users se hi hota hai. So ise avoid karna aapki site par kam traffic or low earnings ki nishani hai.

Agar aap chahate ho ki google se aapko easily adsnese ke liye successfully monetization 
approval mil jaye to google aapko better service provide karega. I mean agar aap  ko follow 
karoge to aapko kabhi bhi aesi probem nahi hogi.

So ab practice kijiye or low traffic par bhi apni adsense earnings increase kijiye or apne 
online business ko boost kijiye. Agar aapko ye psot achhi lage t oise social media par share 
bhi jarur kare. 

Note:- Hello dosto Agar apko meri ye post pasand aai ho to please apne dosto ke sath share karna nhi bhule.
Increase Ad-sense revenue with low traffic Low (Traffic Par Google Ad sense Se Adhik Earnings Kaise Kare) Increase Ad-sense revenue with low traffic Low (Traffic Par Google Ad sense Se Adhik Earnings Kaise Kare) Reviewed by Unknown on 23:27:00 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.