Mobile Se Paise Kamane Ke 7 Best Android Apps

Mobile Se Paise Kamane Ke 7 Best Android Apps
Android Phone share marketing ka duniya me sabse bada operating system hai. iska most reasan hai isme unlimited apps install kar sakte hai. aapko jab jasi jankari chahiye aap wesa apps apne android phone me istemal kar sakte hai. 

Internet, android market or google play store par aapko bahut sare free android apps mil jayenge. aap abhi bhi kisi na kisi apps ko use kar rahe ho. is post me hum bat karenge un android apps ki jinhe apne android mobile me install karke aap online paise kama sakte ho.

Jaisa ki upar me aapko bta chuka hu ki aapko paise kamane ke to hazaro apps mil jayenge par unme se sachmuch paise kamane wale apps bahut kam hi hote hai. isliye kisi bhi apps par apna time west karne se pahle uske bare me ache se pata kar le. uske bad hi kam shuru kare.

1. CHAMPCASH


Champcash application 
Champcash apps me aapko kuch register karne se pahle  challenge complete karna padta hai. Champcash me  apko diya hua 10 apps se koi bhi 7- 8 apps aapne phone me install karne par par 1 dollar milta hai Champcash ki full jankari ke liye aap yahan click kare padh sakte hai  champcash app ko download karne ke liye click here.

2. REAL MONEY



Real Money Application 
Real money Jab ek app download karoge use usi time open karna hai or 2 minutes tak open karke dekhna hai Task complete karne ke sahi process:1-sabhi apps ko 1-1 karke playstore se install karna hai.Bina task complete kiye aapko income nhi milega Real money full jankari ke liye aap yahan click karke padh sakte hai Real money app ko download karne ke liye click here.

3. EARN MONEY
Earn money
 Earn money apps aapko free or paid apps download karne, free or paid website par register karne, apne dosto ko invite karne, servey complete karne ke paise dega. iske alawa aapko earn money apps kuch servey complete karne ke offer bhi dega.

Unse aap extra pincome kar sakte hai. earn money se kamaye gaye paise aap paypal account ke throw prapt kar sakte ho. Earn Money app ko Download karne ke liye click here  

4. GOOGLE OPINION REWARD$


Google opinion
Google Opinion Rewards app ko google ne develop kiya hai. google ka name sunte hi aapko ye to pata chal hi gaya hai ki ye apps fake nahi ho sakta hai. isme aapko differnt servey complete karne honge. jab aapke servey availbable honge to aapko notification message mil jayega.

Aap ek servey complete karke lagbhag $1 income kar sakte ho. isme aapko sawal jawab ke servey milenge. ek important bat aapko bta du ki iske servey fix hote hai or servey ka time expire hone ke bad aap use complete nahi kar sakte.

Iske alawa aap isse google play store se apps or music kharid kar bhi commission kama sakte ho. .

5. IPOLL


Ipoll
Ipoll apps me aapko servey ke alawa task bhi diye jayenge. jinhe complete karke aap paise kama sakte hai. iske alawa amazon, flicard jaisi compony ke mission dega. unhe complete karne ke bad aapko uska commission milega. is apps se kamaye paise aap paypal account me transfer kar sakte ho. 

6. EARN MONEY


MintCoins
MintCoins apps bhi aapko servey complete karne ke paise deta hai. iske alawa aap is apps se video dekhne, video download karne, ads dekhne, apps download karne, online free game khelne or apne dosto ko is apps ko use karne ke liye invite karne se paise kama sakte ho.

Is apps se ki income aap paypal ke throw recieve kar sakte ho. usme aap kam se kam $1 payment le sakte ho. 

7. SLIDE


Slide application
Slide Application Screen unlock karne ke paise dagi uska naam hair slide app yaani jitni baar aap phone ki screen ko unlock karoge aapko kuch paise milenge. invite  karne ke Rs 5 milte hai. Slide application ki full jankari padhne ke liye yahan click karen.Slide apps ko download karne ke liye yaha click kare.

I hope aapko ye jankari pasand aayi hogi. to ab iske bare me apne dosto ko bhi btaye or post ko social media par share kare. jisse or kisi ko bhi iski jankari mil sake. Agar aapko is post me helpful jankari milti hai to aap bhi is post ko share karke humari help kar sakte ho.
Mobile Se Paise Kamane Ke 7 Best Android Apps Mobile Se Paise Kamane Ke 7 Best Android Apps Reviewed by Unknown on 02:29:00 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.