Apna Facebook Account kaise delete ya Deactivate Karen ?

Apna Facebook Account kaise delete ya Deactivate  Karen ?
Apna Facebook Account kaise delete ya Deactivate  Karen ? 


Apna Facebook Account kaise baad Karen ? how to delete a Facebook account ?

Hello dosto aaj main apko apne Article mein apna facebook account kaise baad karen ya kaise delete kare uske par ek Article likh raha hu mere friend Ashok ne mujhe pucha hain ki facebook account kaise baad kiya jata hai ya delete kaise kiya jata hain to ye Article special mere friend Ashok ke liye hain 

Pahle to account kyu baad karna chahte hai ye saval ustha hain lekin bajha koi bhi ho sakti hai

Iski 2 wajah ho sakti hain

1. Ya to apka account kishi ne heck kr liya hain 
2. Ya apne koi dusra  duplicate account bnaya hain

Humko is se kya lena ham sidhe muddhe ki baat karte hain 

Facebook account delete karne se pahle ek jaruri baat apko main btana chahta hun. Facebook account delete karne se pahle aap apna data save kar lie. 

Data back up kaise karen ? how to back up your data? data kaise kare download is ki puri jankari aap yahan click kar ke padh sakte hain 

Facebook Account Deactivate kaise karen?  
How to Deactivate a Facebook account? 

Deactivate ka matlab hota hai (nishkriy karen) ya delete karen. Ap aap apne facebook ke account ke right hand ki or top main ek chakri see bani hain us par click karen. 


                      (jaisa ke images main dikhaya gya hain) 

jaise hi aap is chakri par click karte he apke samne ek nya page khul jayega. Ab apko Account setting par click karen uske baad apke left side mein ek security ka button hoga us par click karne. 

click karne ke baad apke samne security setting khul jayegi.ab Apko security setting ke sabse niche last main ek link hoga usme likha hoga deactivate your account  par click kare. 

us par click karne ke baad ek or nya page khuk jayega ye ek form hain isme facebook apse puch raha hain ki apne sach main Apna man bna liya hain ki facebook account deactivate karne ka iski kya wajah hai ye facebook apse puch raha hoga.

(And you are being asked for the reason..why do you want to deactivate your account? )  

Ap apko koi ek wajah choose karni hogi (ok let me choose a reason)
ya ye vala option choose kar sakte hain.

- this is temporary, i will be back  

Agar aap chahte hai ki apko facebook koi email na kare to aap niche ek email option hoga usko tik (fill) kar de. or confirm ek button par click kar de. 

Ab facebook apse apka password mangega ap aap apna password dal kar niche ek pox hoga jisme main blue color mein deactivate now likha hoga us button par click kar de. 

Ap facebook apse Captcha security magega  (please enter the Captcha now.. its a security check) wo apko dalni hogi uske baad  sumit ke button par click kar de.

Uske baad facebook ek massage dega jisme facebook apse bol raha hoga ki apko facebook account deactivate ho gya hain.

''If you want to re- activate your account, you log in using your email address and password and then you will be able to use Facebook as before''

Agar aap apna account dowara se re-activate karna chahte hain to Aap apna email or password dal dowara facebook account re-activate kar sakte hain.

lekin agar aap apna facebook account hamesha ke kiye baad karna chahte hai ya delete karna chahte hai to phir kya karen  

Facebook account delete kaise Karen? How to delete a Facebook account ? 

Aap Apna facebook dowara se open kare apna username or password dal kar login ke button par click kar de. 

Ab aap apne facebook account main login hain.  Ab apko right site ke upar main ek icons bna  hoga lock ka  us par click karen. 

                           (jaisa ke images main dikhaya gya hain) 





Ab aap serach ke button par click karen Ab apke samne ek serach bar khul jayegi.

 us me type karen delete ab Apke samne kuch option aaye apko sbse upar bale option par click karna hoga. 
                         
                               (jaisa ke images main dikhaya gya hain) 



Jisne likha hain (How do i permanetly delete my account?) us par click kr de uske baad ek or tab khul jayega isme facebook bol rha hoga ki apne agar facebook account delete kr diya to kya hoga.

Is tab ke beech main ek link hoga isme  likha hoga fill out this form us par click karen.     (jaisa ke images main dikhaya gya hain) 





Ab apke samne ek or page open hoga jis me ek massage hoga apko is massage ke niche ek button hoga us par click kr de. jisme lilka hoga delete my account par click kr de.   (jaisa ke images main dikhaya gya hain)



Ab apse samne permanently delete account ka option aayega jis mein facebook apse apka facebook account password or security check mang raah hoga. Facebook or security dal kar ok ke button par click kar de.

                              (jaisa ke images main dikhaya gya hain) 




Now Facebook is telling you that your Facebook Account has been deactivated and will be permanently deleted within 14 days.

Ab facebook ek or massage dega jisme likha hoga ki apka account 14 din ke Andar  bilkul baad ho jayega. (jaisa ke images main dikhaya gya hain) 




But if you log into your account within the next 14 days, you will have the option to cancel your deletion request 

lekin agar apne 14 din ke andar fir se login kiya to apka account dowara se chal jayega. (yaah agar aap account dowara se chalana chahte hain to chala sakte hain)
 Ab ok ke button par click kar de.

Apko meri btai gai ye tricks kaisi lagi please comment box main jarur comment karen. or apne dosto se sath meri site ka naam or meri post jarur share karen.     facebook account kaise baand karen facebook account delete kaise kare

Apna Facebook Account kaise delete ya Deactivate  Karen ? 

Apna Facebook Account kaise delete ya Deactivate Karen ? Apna Facebook Account kaise delete ya Deactivate  Karen ? Reviewed by Rajender Kumar on 01:19:00 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.