![]() |
APNE ANDROID PHONE KO KAISE KAREN ROOT |
Hey Friend's Mera Naam Anjali Dhiman Hain Aaj Main Apko Apne Is Articls's Main HOW TO CHANGE,REMOVE AND FULLY CUSTOMIZE YOUR ANDROID PHONE "STATUSBAR" (WITHOUT ROOT). Us Par Par Article LIkh Rahi hun.Mujhe Mere Friends ki Kafi Requst Aai Thi But Main Apni study Main Itni Busy Thi Ki Apne Friends Ki Is Requst Ko Pura Nhi Kar Saki But Aaj Main Apne friends Ke Liye Time Nicalkar Aur Reserch Karke Is Requst Ko Pura Kar Rahi Hun. Aur Us Regust Par Ek Articls's Likh Rahi Hun. Aasha Karti Hun Ki Apko Meri Ye Trick Pasand Aayegi.
Kahte Hain Har Kaam Koi Muskil Nhi Hota Agar Kaam Karne Ka Janun Apke Andar Ho To Bhagwan Bhi Apke Baad Raste Khol Deta Hain.
Aaj Main Aapko Bataungi Ki Kaise Aap Apne Android Phone Ke STATUSBAR ke look ko aur Bhi Better or Sundar Bana Sakte Hai,
Hello Friends Trick Btane Se Pahle Aapko "STATUSBAR" ke Bare Me Batadi,
Friends STATUSBAR ka Matlab Agar Simple Language Me Kahe To STATUSBAR ka Matlab Hota Hai " Jo Humare Phone Screen ke Sabse Upar (Battery,WiFi,Network Signals, Time) etc Ke Jo Icons Hote Hain Usko STATUSBAR Kahte Hain"
Aur Aaj Mein Apne Is Article Me Isi Icon Ko Change Karke Aur Bhi Sundar Banane Ki Trick Bataungi.
Chaliye Friends Ab Aaj Ka TRICK Shuru Karte Hain,
Friends Waise Aaj Aapko Isme Jada Kuch Nahi Karna Ya Kahle Ki Kuch Nahi Karna Hain ;-) Bas Aapko Mere Diye gaye Ek 'App' Ko Bas DOWNLOAD Karna Hain Maine is Post Ke Last Me 'App' Ki DOWNLOAD LINK De Rahi Hun aap Bas Uspe Cick Kar Ke DOWNLOAD Kar Lijiye
DOWNLOAD LINK :- Statusbar+ Version 5
Friends Sabse Achhi Baat Ye Hain Ki Ye 'App' Only 1Mb ka Hain.
Main Aapko is 'App' Ke Features Ke Baren Me Batadi Hun :-
"
Enable/disable custom status bar.
Automatically hide icon in the lock screen.
Hide/show any icon.
Gesture support.
Signal strength supported: GSM,CDMA,LTE etc.
Data network type supported: 3G, 4G, etc.
"
- (Aur Bhi Bahut Sare Features Hain Is App Me Aap Bas DOWNLOAD Kariye or Sabhi Features ko Enjoy Kariye.) :-)
DOWNLOAD LINK :- Statusbar+ Version 5
That's it :-)
( Friends Agar Aapko Meri Ye Post (Guide) AchhI LagI Ho To Please Apna Feedback Jarur De.)
AUR
Agar Apko Meri Ye Post Achhi Lagi Hai To Aap Mera Facebook Page Like Karin ALL TRICKS IN HINDI Aur Apne Dosto Ke Sath Meri Post Share Karna Na Bhule.
APNE ANDROID PHONE KO KAISE KAREN ROOT
Reviewed by Unknown
on
02:32:00
Rating:

No comments: